Ye lalas ke kuchaman bus stop ke photo ha . Aap dekh sakte ho ki yaha par kitna keechad or kachra ha lakin grampanchyat lalas ne koi action nahi liya ha. Bus ek kachare ka dibba lagaya ha jo ki time time koi nahi saap nahi karta ha or eske halat ye ha ki yah pura tut chuka ha par gram panchayat koi action nahi le rahi ha orr dusare gavoo se tulana kare to lalas gram ki halat bahutn khrab ha.Samne appko pani ki tanki dekhai de rahe jisme se pani leak ho raha ha jo ki lead kar raha ha wasting of water. Jisase pani ki kami aati ha or garmino ko bahut se samsaiyao ka samana karna pdta ha.To hmm sabhi gramvasiyo ka sarpanch saab se anurodh ha ki jald he koi kaarvai kare.